गुरुवार, 10 मार्च 2016

Topper Study Kaise Karte Hai

Topper Study Kaise Karte Hai:-


Topper Study Kaise Karte Hai

Doston aaj hum toppers ke baare me baat kar rahe hai kyuki aaj ka humara topic hai “ Toppers study kaise karte hai.” Hum aapse iss topic se related kuch formula share karunge jo ki aapke liye definitely useful or helpful rahenge. Chaliye fir chalte hai or padhte hai formula.


Formula #1

In their routine, toppers ko pta hota hai ki unhe aapna time har cheez ke liye nikalna padta hai jo ki important hai. Sirf studies ke liye nahi, balki playing sport or sleeping on time; kyuki doston kaha jata hai ki a healthy body leads to a healthy mind. So doston, mind and body ko sath leke chalna padta hai.

Formula #2

Toppers semester ke starting me hi regular study karna shuru kar dete hai. Vo choti choti information ko bhi deeply understanding karke study ko clear or stress free karte hai. Jisne kuch big achieve karna hota hai vo proper notes bana ke study plan karta hai. Class me teacher ke through jo bhi padhaya jata hai topper uske notes ready kar revise karte rahte hai jisse vo frustration or unwanted stress se dur rahte hai.

Formula #3

Toppers padhne me ya kuch information search karne ke process me bhi enjoy karte hai. Topper kuch naya sikhne ya class me participate karna, doubts ko clear karna or life ke cheezo kounderstand karne ki process ko bhi vo enjoy karte hai.

Formula #4

Topper banane ke liye, determine, focus, discipline and punctual ka hona bahut jaroori hai. They know the value of time. Toppers humesha kuch na kuch sikhte rahte hai or new things ko sikhne ke liye bhi ready rahte hai. Toppers ko apne goals ka pta hota hai or uss goal ko achieve karne ke liye vo kuch plan bhi banate hai. Or specially toppers khud se honest bhi rahte hai.

Formula #5

Topper ki bahut achi baat or important baat ye hai ki vo koi bhi topic ya information ke piche pad gya to vo uske bare me strong belief in acquiring knowledge, learning new things, understanding them better, clear concepts in sare process ko vo enjoy karta hai. Or doston vo jo bhi karte hai sirf better result pane ke chakar me nahi karte balki longer time of period tak usse yaad rahe or aage chal ke vo uske kaam aaye. Topper hamesha ek time par ek cheez karte hai, uss topic ko ache se samjhte hai then next topic ki aur badhte hai. This way vo more achieve hi nahi karte balki learn more, create more or happier more than others.

Formula #6

Pichle saal ke question papers ko bhi vo refer karte hai kyuki usme se kuch idea or pattern of exams ka bhi pta chal jata hai or particular topics me bhi focus karne par help milti hai. Kuch aise topics hote hai jo teacher ke favorite hote hai or pichle saal ke question paper me aaye hote hai ye cheeze exam ki preparation karne me help provide karti hai.

Formula #7

As per a survey, ek teacher ki presence me diya gya knowledge more effective hota hai. students ko encouraged karna chahiye ki vo class me jitna engage hoga utna knowledge jyada le payega rather than depending on self-study. Also, agar ek class me attentive hai to, vo bahut se problem ko solve kar pate hai or each student ke different problem ko bhi solution nikal pate hai. class ke mostly doubts ko vo easily cleared kar pate hai. Just because of daily attending the class regularly.

Formula #8

Doston agar hum teacher ke through padhya gye ke notes nahi banate or na hi within three days tak revise nahi karte to kya vo hume yaad rahega. Time to time topic ko revise karna bahut important hota hai just like learning new things. Baar baar practice karna ya revise karne se aapkeconfidence ko boost kar deta hai or aap difficult problems ko solve kar life easy bana dete ho.